SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaashe"
Ghazal MATCHES FOR "kharaashe"
Ghazal
KHaraash-e-naGma se siina chhilaa hu.aa hai miraa
fuGaa.n ki tark na kii naGma-parvarii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
hamaarii laash ko maidaan-e-ishq me.n pahchaan
bujhii hu.ii sii hai.n aa.nkhe.n to dil KHaraashe hu.e
Amir Ameer
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dil se niklii na KHaraash-e-Gam-e-ayyaam kii dhuup
tere naaKHun se ka.ii chaa.nd banaa.e ham ne
Sulaiman Areeb Haidarabadi
Ghazal
KHaraash-e-siina-e-aashiq bhii dil ko lag jaa.e
ajab tarah kaa hai firqa ye dil-figaaro.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
daaman-e-saagaan kuu-e-mohabbat se taar taar
chehra KHaraash-e-dast-e-junuu.n se KHaraab thaa
Varis Kirmani
Ghazal
Ajiz Matvi
Ghazal
KHaraash-e-dard kaa aa.iina huu.n mujhe dekho
ye baa.nkpan bhii kahaa.n hai kisii ke chehre par
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHaraash-e-aarzuu-e-qalb-e-baadshah hai kyaa
sukuun-e-KHaatir-e-aasuuda-e-gadaa kyaa hai
Ijtiba Rizvi
Ghazal
Naseem Dehlvi
Ghazal
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
shauq-e-KHaraash-e-KHaar mire dil me.n rah gayaa
paa-e-talaash pahlii hii manzil me.n rah gayaa
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
KHaraash-e-zehn bhii hai ziinat-e-nigaah bhii hai
ye zindagii KHas-o-KHaashaak bhii nagiina bhii