SEARCH RESULTS
Showing search results for "kharaashe"
Nazm MATCHES FOR "kharaashe"
Nazm
husn aur mazduri
gardan-e-haq par KHaraash-e-teG-e-baatil taa-ba-kai?
ahl-e-dil ke vaaste tauq-o-salaasil taa-ba-kai?
Josh Malihabadi
Nazm
KHizr-e-rah
aur ye sarmaaya-o-mehnat me.n hai kaisaa KHarosh
ho rahaa hai asia kaa KHirqa-e-deriina chaak
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
naGma-e-bulbul ho yaa aavaaz-e-KHaamosh-e-zamiir
hai isii zanjiir-e-aalam-giir me.n har shai asiir
Allama Iqbal
Nazm
shikast
rah gayaa dab ke giraa.n-baar salaasil ke tale
merii darmaa.nda javaanii kii uma.ngo.n kaa KHarosh
Sahir Ludhianvi
Nazm
iqbaal
is giit ke tamaam mahaasin hai.n laa-zavaal
is kaa vafuur is kaa KHarosh is kaa soz-o-saaz