SEARCH RESULTS
Showing search results for "khato.n"
Ghazal MATCHES FOR "khato.n"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Aashufta Changezi
Ghazal
Kaif Bhopali
Ghazal
bhejtaa rahtaa hai gum-naam KHato.n me.n kuchh phuul
is qadar kis ko mohabbat hai mirii zaat ke saath
Aitbar Sajid
Ghazal
miT chale merii umiido.n kii tarah harf magar
aaj tak tere KHato.n se tirii KHushbuu na ga.ii
Akhtar Shirani
Ghazal
Munazzah Noor
Ghazal
un kaa har ek harf hai dil par likhaa hu.aa
us dost ke KHato.n ko jalaane se kyaa milaa
Ajay Sahaab
Ghazal
ajab insaan hai.n ham bhii ki KHato.n ko un ke
KHud hii mahfuuz kare.n KHud hii jalaane lag jaa.e.n
Bedil Haidri
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
mire KHato.n ko jalaane se kuchh nahii.n hogaa
havaa me.n raakh u.Daane se kuchh nahii.n hogaa
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
vo baat likhnaa jo zaKHm-e-jigar kii muujib ho
agar KHato.n kaa hamaare javaab likhnaa hai
Khalid Nadeem Budauni
Ghazal
vo baas duur ke KHato.n kii aurato.n me.n u.Dii
jise jahaazo.n me.n laa.e the ham-suKHan apne
Aamir Suhail
Ghazal
mohabbato.n ke na.e daa.ero.n me.n rahtaa huu.n
KHato.n ke matn se ab haashiyo.n me.n rahtaa huu.n