SEARCH RESULTS
Showing search results for "khauf-e-ehsaas-e-nadaamat"
Ghazal MATCHES FOR "khauf-e-ehsaas-e-nadaamat"
Ghazal
KHauf-e-ehsaas-e-nadaamat ko miTaane ke liye
raat Dhal jaa.e to ghar jaane ko jii chaahtaa hai
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
ehsaas-e-nadaamat hai na kuchh paas-e-vafaa hai
ik karb ke 'aalam me.n yahaa.n KHalq-e-KHudaa hai
Mohammad Amir
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
shiddat-e-ehsaas-e-tanhaa.ii jagaayaa mat karo
mujh ko itne saare logo.n se milaayaa mat karo
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
lazzat-e-ehsaas-e-Gam se dil ko bahlaate rahe
kuchh adhuure KHvaab the rah rah ke yaad aate rahe
Zain Ramish
Ghazal
lazzat-e-ehsaas-e-Gam se dil ko bahlaate rahe
kuchh adhuure KHvaab the rah rah ke yaad aate rahe
Nazish Sahsarami
Ghazal
dil ko shaa.ista-e-ehsaas-e-tamannaa na kare.n
aap is andaaz-e-nazar se mujhe dekhaa na kare.n
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
soz-e-ehsaas bahut hai ise kam-tar mat jaan
yahii sho.ala tujhe baaliida-nigaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hamaare ahd kaa har zehn to nahii.n jaamid
kisii dariicha-e-ehsaas se guzar jaanaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
is jagah aaha.ng me.n Dhaltii hai.n dil kii dha.Dkane.n
aa mire gahvaara-e-ehsaas ke andar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tarz-e-ehsaas me.n nudrat thii udhar hii kitnii
fikr-o-jazabe me.n tavaazun hai idhar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aksar mirii aa.nkho.n ne bhii iz.haar kiyaa hai
lekin unhe.n ehsaas-e-Gam-e-dil nahii.n hotaa
Basit Ujjaini
Ghazal
jazb kaa raqs khule aam nahii.n hai achchhaa
karb-e-ehsaas ko KHalvat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
dhuup hii dhuup me.n zehno.n ko safar karnaa hai
dasht-e-ehsaas me.n diivaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
hujuum-e-shiddat-e-'ehsaas' baa.Dh par hai aaj
karam bhii aaj Gazal kaa zaraa ziyaada hai