SEARCH RESULTS
Showing search results for "khilkhilaa"
Ghazal MATCHES FOR "khilkhilaa"
Ghazal
suurat-e-gul me.n khil-khilaa ke ha.nsaa
shakl-e-bulbul me.n chahchahaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Ghazal
tumhii bataa.o ki mai.n khilkhilaa ke kaise ha.nsuu.n
ki roz KHaana-e-dil se alam nikalte hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
chaman me.n Guncha-e-gul khilkhilaa ke murjhaa.e
yahii vo the jinhe.n ha.ns ha.ns ke jaan denaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
khil-khilaa ke load-shedding se faiz uThaa ke
yuusuf-jaanii tujhe ye andhaa Dhuu.nD rahaa hai
Idris Babar
Ghazal
ham khilkhilaa ke ha.nste hai.n har taaza ghaav par
kuchh log mo'tariz hai.n isii rakh-rakhaav par
Ishrat Kiratpuri
Ghazal
jo ro.e.n dard-e-dil se tilmilaa kar
to vo ha.nstaa hai kyaa kyaa khilkhilaa kar
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ha.nse kyuu.n phuul saare khilkhilaa kar
kisii ne kii hai in ko gudgudii kyaa
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
kamre me.n aa ke baiTh ga.ii dhuup mez par
bachcho.n ne khilkhilaa ke mujhe bhii jagaa diyaa
Fazl Tabish
Ghazal
charaaG-e-dil ne kii hasrat jo muskuraane kii
to khilkhilaa ke ha.nsii.n aa.ndhiyaa.n zamaane kii
Dinesh Kumar
Ghazal
juu.n gul tuu ha.nse hai khil-khilaa kar
shabnam kii tarah mujhe rulaa kar
Sayyad Mohammad Meer Asar
Ghazal
sau tarah rulaatii hai bhuul kar agar ha.nsiye
ro.iye to ye duniyaa khilkhilaa ke ha.nstii hai
Rishi Patialvi
Ghazal
Shad Lakhnavi
Ghazal
Nazr Fatmi
Ghazal
na.e shajar khilkhilaa rahe the KHizaa.n kii rut me.n
qadiimii pe.Do.n ke taaza patte jha.De hu.e the
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Gazab manzar thaa pahle ruuThnaa phir
tumhaaraa KHuub ha.nsnaa khilkhilaa kar