SEARCH RESULTS
Showing search results for "khush-daaman"
Ghazal MATCHES FOR "khush-daaman"
Ghazal
KHushk daaman pe barasne nahii.n detii mujh ko
merii Gairat kabhii rone nahii.n detii mujh ko
Raza Mauranvi
Ghazal
Waqar Manvi
Ghazal
agar us KHush-dahan ke lab pe dekho rang missii kaa
to phir zinhaar barg-e-Guncha-e-sosan na dekhoge
Siraj Aurangabadi
Ghazal
dayaar-e-dil me.n ko.ii itnaa KHush-nasiib to ho
hariif-e-daar to ho ziinat-e-saliib to ho
Payam Fatehpuri
Ghazal
samjhe the be-KHabar jinhe.n hushyaar vo bhii hai.n
saaqii is anjuman ke nigah-daar vo bhii hai.n
Masood Akhtar Jamal
Ghazal
Rahbar Jaunpuri
Ghazal
ishq dushvaar nahii.n KHush-nazarii mushkil hai
sahl hai koh-kanii shiishagarii mushkil hai
Ravish Siddiqi
Ghazal
na ab vo KHush-nazarii hai na KHush-KHisaalii hai
ye kyaa hu.aa mujhe ye vaz.a kyuu.n banaa lii hai
Mushfiq Khwaja
Ghazal
mushkil ko zaraa chho.D ke aasaan ke baare
kuchh soch mirii ta.ngii-e-daamaan ke baare
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
aag apne hii daaman kii zaraa pahle bujhaa lo
fursat ho to phir ham ko bhii jalne se bachaa lo
Waheed Akhtar
Ghazal
ashk-e-KHuddaar jo sharminda na ho daaman se
rashk-e-sad-gauhar-e-KHush-aab hu.aa kartaa hai
Syed Siddiq Hasan
Ghazal
chhaa.nv se us ne daaman bhar ke rakkhaa hai
jis ne dhuup ko uupar sar ke rakkhaa hai
Zakariya Shaz
Ghazal
muskuraate the jo meraa chaak-daamaa.n dekh kar
aaj sharminda hai.n vo apnaa garebaa.n dekh kar
Noor Indori
Ghazal
sharmaa ga.e lajaa ga.e daaman chhu.Daa ga.e
ai ishq marhabaa vo yahaa.n tak to aa ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
mizhgaa.n ne rokaa aa.nkho.n me.n dam intizaar se
uljhe hai.n KHaar daaman-e-baad-e-bahaar se