SEARCH RESULTS
Showing search results for "kosaa"
Ghazal MATCHES FOR "kosaa"
Ghazal
jab kahaa us ne ki martaa huu.n to kosaa is tarah
tujh ko aa.e yaa-ilaahii Gair kii aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Ashutosh Tiwari
Ghazal
biimaar hai.n go ishq me.n to kyaa kare ko.ii
dil ke mariiz ko yuu.n na kosaa kare ko.ii
Anmol Savaran Katib
Ghazal
vaqt kaa aap bhii har haal me.n piichhaa kiije
varna baiThe hu.e taqdiir ko kosaa kiije
Zia Karnatki
Ghazal
tiflii se piirii tak mire ahvaal sun lenaa kabhii
vaqt-e-vilaadat hii bahut kosaa gayaa thaa ek mai.n
Kavish Badri
Ghazal
shaiKH jii chalte bane hai.n le ke ahd-e-tark-e-mai
raat bhar kosaa kare.nge jaam-o-paimaana mujhe
Zafar Mujeebi
Ghazal
sar-e-bazm dushnaam dushman ko de kar
mujhe tum ne kyaa dil me.n kosaa na hogaa
Naseem Bharat Puri
Ghazal
paanii piine ke bahaane se chale aa.e jo ham
paanii pii pii ke vo kosaa kiye kaisaa kaisaa
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
sitam hai mere aage tum ne mere dil ko yuu.n kosaa
ki jaa kam-baKHt tuu aavaara-e-kuu-e-butaa.n hogaa
Safdar Mirzapuri
Ghazal
khii.nch lenaa vo miraa parde kaa konaa daf.atan
aur dupaTTe se tiraa vo mu.nh chhupaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
us ko judaa hu.e bhii zamaana bahut hu.aa
ab kyaa kahe.n ye qissa puraanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
naumiid na ho in se ai rahbar-e-farzaana
kam-kosh to hai.n lekin be-zauq nahii.n raahii