SEARCH RESULTS
Showing search results for "kothe"
Ghazal MATCHES FOR "kothe"
Ghazal
dopahar kii dhuup me.n mere bulaane ke liye
vo tiraa koThe pe na.nge paa.nv aanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
maa.ng motii se bharii hai na cha.Dho koThe par
tum ko lag jaa.egii taaro.n kii nazar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
sukhaane baal hii koThe pe aa ga.e hote
isii bahaane zaraa mu.nh dikhaa ga.e hote
Mohammad Alvi
Ghazal
KHvaahish sukhaane rakkhii thii koThe pe dopahar
ab shaam ho chalii miyaa.n dekho kidhar ga.ii
Adil Mansuri
Ghazal
rahe jo shab ko ham us gul ke saat koThe par
to kyaa bahaar se guzrii hai raat koThe par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
tuu hai koThe pe to katraa ke nikaltii hai ghaTaa
kaale baadal tire baalo.n se dabe jaate hai.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
Himanshi Babra
Ghazal
kabhii to aa.o hamaare bhii jaan koThe par
liyaa hai ham ne akelaa makaan koThe par
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ghar se baahar tumhe.n aanaa hai agar man.a to aap
apne koThe pe kabuutar to u.Daa sakte hai.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
naa-umiidii hame.n pahu.nchaatii hai pastii kii taraf
yahii ziina to hai koThe se utar jaane kaa
Shad Azimabadi
Ghazal
raat ko sone ko kyaa kyaa narm-o-naazuk the pala.ng
baiThne ko din ke kyaa kyaa koThe aur daalaan the
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
cha.Dhii jo dau.D ke koThe pe vo parii ik baar
to mai.n ne jaa liyaa us ko udhar ke ziine me.n