SEARCH RESULTS
Showing search results for "koyal"
Ghazal MATCHES FOR "koyal"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
aamo.n kii hasii.n rut ke sivaa bhii to vo kuuke
lekin kisii koyal kaa ye kirdaar hii kab thaa
Qateel Shifai
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
sab apne gharo.n me.n lambii taan ke sote hai.n
aur duur kahii.n koyal kii sadaa kuchh kahtii hai
Nasir Kazmi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
vahii havaa vahii koyal vahii papiihaa hai
vahii chaman hai pa vo baaGbaa.n chaman me.n nahii.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
barsaat me.n koyal sii jahaa.n kuuk rahii thii
aabaad vo KHvaabo.n kaa nagar hai ki nahii.n hai
Qateel Shifai
Ghazal
akele me.n ye phuuTtii naGmagii sii
ye aahaT hai koyal hai dha.Dkan hai kyaa hai
Kausar Mazhari
Ghazal
aisii koyal na papiihe kii hai pyaarii aavaaz
kyaa bhalii lagtii hai kaano.n ko tumhaarii aavaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
koyal to patthar ke Dar se aaKHir ko u.D jaa.egii
baadal to paagal hai us ko kaise tum samjhaa.oge
Farrukh Zohra Gilani
Ghazal
Ghaus Siwani
Ghazal
ab lohaa ugaate hai.n daraKHto.n kii jagah ham
koyal ko bhii ab shor machaanaa nahii.n pa.Dtaa
Saima Aftab
Ghazal
Danish Aziz
Ghazal
koyal kii kuuk chalne lagii jab nadii ke saath
kaise vo boltii thii mujhe yaad aa ga.ii
Mansoor Faaiz
Ghazal
Shumama Ufuq
Ghazal
koyal kii ye shiirii.n sadaa sauGaat hai terii
bulbul ne bhii tujh se hai churaa.ii tirii aavaaz