SEARCH RESULTS
Showing search results for "la.dte"
Ghazal MATCHES FOR "la.dte"
Ghazal
is saadgii pe kaun na mar jaa.e ai KHudaa
la.Dte hai.n aur haath me.n talvaar bhii nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tamaam umr ham ik duusre se la.Dte rahe
magar mare to baraabar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
zamii.n pe la.Dte hu.e aasmaa.n ke narGe me.n
kabhii kabhii ko.ii dushman kabhuu kabhuu ham the
Rahat Indori
Ghazal
farzaano.n kaa kyaa kahnaa har baat pe la.Dte hai.n
diivaane se diivaana shaayad hii la.Daa hogaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
vo bhii la.Dte la.Dte jag se haar gayaa
chaahat bhii ghar-baar luTaa kar baiTh ga.ii
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
jo shaam hotii hai har roz haar jaataa huu.n
mai.n apne jism kii parchhaa.iyo.n se la.Dte hu.e
Ameer Imam
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
har gha.Dii apnii tamannaa.o.n se la.Dte la.Dte
ik chamak chehra-e-KHuddaar me.n aa jaatii hai
Atul Ajnabi
Ghazal
sab sar-phirii havaa.o.n ko dushman banaa liyaa
raushan hu.e the la.Dne ko ik tiirgii se ham
Majid Ali Kavish
Ghazal
la.Dte bhii hai.n to pyaar se mu.nh mo.Dte nahii.n
ham se kahii.n ziyaada to bachcho.n me.n aql hai
Ibrat Machlishahri
Ghazal
kal apne-aap se jab la.Dte la.Dte haar gayaa
to ek shaKHs kaa phir der tak KHayaal aayaa
Azhar Inayati
Ghazal
mujh se bhii KHafaa ho mirii aaho.n se bhii barham
tum bhii ho ajab chiiz ki la.Dte ho havaa se
Hasrat Mohani
Ghazal
Kumar Pashi
Ghazal
maujo.n se la.Dte la.Dte jo saahil tak aa gayaa
ehsaan us pe apnaa jataane lage hai.n log