SEARCH RESULTS
Showing search results for "labbaik-e-haram"
Ghazal MATCHES FOR "labbaik-e-haram"
Ghazal
ho ye labbaik-e-haram yaa ye azaan-e-masjid
mai-kasho qulqul-e-miinaa kii sadaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aah vo dil jis ko labbaik-e-haram se aar thaa
ishq me.n ik but ke naaquus-e-barahman ho gayaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
na.ara-e-rind-e-KHaraabaatii na labbaik-e-haram
tuu ne uTh kar bazm ko shahr-e-KHamoshaa.n kar diyaa
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
ye aur baat ki anjaane laGzishe.n ho jaa.e.n
magar shu.uur-e-haraam-o-halaal rakhte hai.n
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
sab apne aap ko afzal bataa rahe the 'shakiil'
'ajiib haal me.n ahl-e-haram dikhaa.ii diye
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
na jaane kyo.n vahii aulaad se pareshaa.n hai.n
gharo.n me.n jin ke haraam-o-halaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
maqta-e-silsila-e-shauq nahii.n hai ye shahr
azm-e-sair-e-najaf-o-tauf-e-haram hai ham ko
Mirza Ghalib
Ghazal
allah allah shauq-e-sajda-rezii-e-dair-o-haram
ye jabii.n jhukte hii tere aastaa.n tak aa ga.ii
Muslim Maleganwi
Ghazal
asiiraan-e-fareb-aaraa.ii-e-dair-o-haram aaKHir
sulagte 'aarizo.n kii dilkashii kaa raaz kyaa jaane.n
Jagdish Mehta Dard
Ghazal
bazm-e-bahaar-e-kunj-e-haram sehn-e-mai-kada
diivaangii ne hashr uThaa.e kahaa.n kahaa.n
Syed Mazhar Gilani
Ghazal
vaabastgaan-e-dair-o-haram dekhte rahe
aur gul charaaG-e-dair-o-haram kar diye ga.e
Rahi Shahabi
Ghazal
havaa-e-dair-o-ka.aba-o-haram se daur-daura
havaa-e-dair-o-ka.aba-o-haram se kheltaa hu.aa