SEARCH RESULTS
Showing search results for "labbaik-e-haram"
Nazm MATCHES FOR "labbaik-e-haram"
Nazm
wa-yabqa-wajh-o-rabbik (hum dekhenge)
ham ahl-e-safaa marduud-e-haram
masnad pe biThaa.e jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lauh-o-qalam
mai-KHaana salaamat hai to ham surKHii-mai se
taz.iin-e-dar-o-baam-e-haram karte rahe.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mahatma-gandhi
sanam-kado.n me.n ba.Dhaa e'tibaar-e-ahl-e-haram
haram ne dair-nashiino.n kaa ehtiraam kiyaa
Ravish Siddiqi
Nazm
shama
ka.abe me.n but-kade me.n hai yaksaa.n tirii ziyaa
mai.n imtiyaaz-e-dair-o-haram me.n pha.nsaa hu.aa
Allama Iqbal
Nazm
paigham-e-mohabbat
qur.aa.n liyaa haatho.n me.n sanam ham ne uThaayaa
tab jaa ke sar-e-dair-o-haram ham ne uThaayaa
Sayeed Ahsan
Nazm
nazm
hamaare fan kii alaamaat ko samajh na sake.n
charaaG-e-dair-o-haram se kisii kaa ghar na jale
Malikzaada Manzoor Ahmad
Nazm
ek aarzu
kaano.n pe ho na mere dair o haram kaa ehsaa.n
rauzan hii jho.npa.Dii kaa mujh ko sahar-numaa ho
Allama Iqbal
Nazm
haarun ki aawaz
gaahe sanam-taraash ba-naam-e-haram uThe
parde nigaah ke bhii magar besh o kam uThe
Himayat Ali Shayar
Nazm
KHizan ke phul
ye chiiKHtii hu.ii ruuhe.n ye hasrato.n ke sanam
ye bazm-e-kufr-o-yaqii.n ye jahaan-e-dair-o-haram
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
husn-e-jaanan
gaahe rang-e-Gilaaf-e-haram ho ga.ii.n
gaahe rang-e-hinaa dam-ba-dam ho ga.ii.n
Noman Badr
Nazm
gar TuT gae to haar gae
marduud-e-haram Thahraa.e ga.e
jab KHuun kii holii rasm banii
Gauhar Raza
Nazm
main baghi hun nizam-e-zindagi ka
mujhe dair-o-haram se vaastaa kiyaa
nazar me.n dono.n 'aalam merii dhokaa
Hindi gorakhpurii
Nazm
naya shiwala
ta.ng aa ke mai.n ne aaKHir dair o haram ko chho.Daa
vaa.iz kaa va.az chho.Daa chho.De tire fasaane
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
kyaa nahii.n aur Gaznavii kaargah-e-hayaat me.n
baiThe hai.n kab se muntazir ahl-e-haram ke somnaat!
Allama Iqbal
Nazm
tin aawazen
mere qaanuu.n bhii na.e merii sharii.at bhii na.ii
ab faqiihaan-e-haram dast-e-sanam chuume.nge