SEARCH RESULTS
Showing search results for "larza"
Ghazal MATCHES FOR "larza"
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
mai.n aur Daruu.n saulat-e-duniyaa-e-danii se
KHud larza-bar-andaam hai duniyaa mire aage
Josh Malihabadi
Ghazal
Hafeez Banarasi
Ghazal
larza giraft-e-lams kii lazzat se baar baar
baa.nho.n me.n shaaKH-e-gul kii lachak chho.D kar gayaa
Anjum Irfani
Ghazal
jaane kyaa hu.aa ham ko ab ke fasl-e-gul me.n bhii
barg-e-dil nahii.n larzaa terii yaad jab guzrii
Zuhoor Nazar
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
aah se arsh-e-mu.allaa ko na larzaa de.nge
tuu samajhtaa hai qayaamat hii faqat Dhaa.e.nge ham
Raheel Farooq
Ghazal
be-taab-o-tavaa.n ziinat-e-diivaar hai 'aKHtar'
ab larza-bar-andaam hai shamshiir hamaarii
Sultan Akhtar
Ghazal
ek larza thaa sitaaro.n ke badan par taarii
mai.n to Duubaa hu.aa ik husn kii tafsiil me.n thaa
Nomaan Shauque
Ghazal
bas ek larza mere jism-o-jaa.n pe hotaa hai
shu.uur-e-zaat se jab ehtisaab maa.nguu.n mai.n
Saeed Naqvi
Ghazal
aaj kyaa hone ko hai ai gardish-e-haft-aasmaa.n
har sitaara larza-bar-andaam hai mere liye
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
dhartii kabhii kaa.npii kabhii aakaash bhii larzaa
ik shaKHs ko lekin zaraa jumbish nahii.n hotii
Saifi sironji
Ghazal
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
larza-a.ngez sahii tamkanat-e-taKHt-e-shahii
lek jab arsh-e-mua.allaa ko jalaal aataa hai