SEARCH RESULTS
Showing search results for "lutf-andoz"
Ghazal MATCHES FOR "lutf-andoz"
Ghazal
lutf-andoz-e-riyaaz-e-dahr kyuu.n hote nahii.n
daavaraa kam-zarf hote hai.n tire martaaz kyuu.n
Krishna Mohan
Ghazal
ham un kii yaad se hote rahe.nge lutf-andoz
hayaat honii hai yuu.nhii tamaam likh denaa
Mashkoor Muradabadi
Ghazal
mai-e-nau se ho vo kyaa lutf-andoz
sharaab-e-kohna jo piitaa rahaa hai
Nawab Syed Hakeem Ahmad Naqwi badayuni
Ghazal
badalte mausam se lutf-andoz ho rahaa thaa
achaanak us kaa KHayaal aaya to Dar gayaa dil
Ismail Raaz
Ghazal
ham bhii ik jho.nke se lutf-andoz ho lete kabhii
bhuule-bhaTke is galii me.n bhii chalii aatii havaa
Abid Munavari
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Ashu Mishra
Ghazal
kaun kahtaa hai ki mahruum-e-karam hai.n ham log
lutf-andoz-e-jafaa mahv-e-sitam hai.n ham log
Nudrat Kanpuri
Ghazal
Gam-e-firaaq bhii kuchh din kii lutf-andozii
phir us ke baa'd tabii'at uchaTtii jaatii hai
Ameer Imam
Ghazal
tire nafas kii haraarat hu.ii nazar-andaaz
tire libaas kii bhiinii mahak se lutf liyaa
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
dil mast hai lutf-e-nigah-e-naaz to dekho
hai kitnaa hasii.n ishq kaa aaGaaz to dekho
Aslam Barabankvi
Ghazal
jaag aur dekh zaraa aalam-e-viiraa.n meraa
sub.h ke bhes me.n niklaa hai garebaa.n meraa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
sharh-e-andoh-e-mohabbat pe tabassum kaisaa
ye ko.ii zaaviya-e-lutf-o-karam ho to kaho
Naseer Koti
Ghazal
lutf aataa hai unhe.n har zulm-e-nau-iijaad me.n
chain aataa hai mujhe dard-e-dil-e-naashaad me.n
Zainab Begum Ibrat
Ghazal
yuu.n apne dar se Taal diyaa us ke naaz ne
andaaz-e-lutf-e-KHaas kariimaana ban gayaa
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
jaane kis saaniha-e-dard ke Gammaaz rahe
ahd-dar-ahd bikhartii hu.ii aavaaz rahe
Lutf-ur-rahman
Ghazal
lutf vo ishq me.n paa.e hai.n ki jii jaantaa hai
ra.nj bhii aise uThaa.e hai.n ki jii jaantaa hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
kuchh hausla ba.Dhaataa andaaz-e-lutf-e-jaanaa.n
kuchh daGdaGa saa hotaa kuchh kuchh umiid hotii