SEARCH RESULTS
Showing search results for "maahtaabii"
Ghazal MATCHES FOR "maahtaabii"
Ghazal
jalva kyaa KHuub hai mahtaabii kaa mahtaabii par
lutf-e-mai-noshii hai ai rashk-e-qamar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
kal 'miir' ne kyaa kyaa kii mai ke liye betaabii
aaKHir ko giro rakhaa sajjaada-e-mehraabii
Meer Taqi Meer
Ghazal
lahuu rago.n me.n 'muzaffar' chhu.Daa.e mahtaabii
mile hai kyaa use chingaariyaa.n chubhone se
Muzaffar Warsi
Ghazal
meraa chehra maahtaabii dekh kar suuraj jalaa
aur had hai chaa.nd jaisaa raaz-daa.n bhii jal uThaa
Fakhira batool
Ghazal
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
vo mah-e-nau magar aayaa kisii mahtaabii par
chaa.ndnii ai mah-e-kaamil kabhii aisii to na thii
Nasim Maysori
Ghazal
aish chaahiye jo kuchh so to aaj hai maujuud
jaam o mai hai saaqii hai sair-e-maahtaabii hai
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
saa.id se tire sho.ale yuu.n husn ke uThte hai.n
haatho.n me.n tire goyaa mahtaabii-e-dastii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Usha Shafaq
Ghazal
jaa.e hai tanhaa shab-e-taariik me.n vo mehr-vash
aah-e-aatish-baar le kar maahtaabii tuu pahu.nch
Waliullah Muhib
Ghazal
siyaah-raat pashemaa.n hai ham-rakaabii se
vo raushnii hai tire Gam kii maahtaabii se
Ahmad Fakhir
Ghazal
raste hii me.n jal bujhtii hai mahtaabii-e-anjum
saabit ko to sayyaar kaa zevar na milegaa
Tafzeel Ahmad
Ghazal
sab ko mahtaab kaa dhokaa hu.aa mahtaabii par
kal sar-e-shaam vo mah-ruu jo cha.Dhaa koThe par
Dattatriya Kaifi
Ghazal
falak pe jaatii hu.ii maahtaabii rah ga.ii hai
hamaarii KHaak me.n ko.ii KHaraabii rah ga.ii hai
Irfan Siddiqi
Ghazal
Shahzad Niaz
Ghazal
aap ho.n jalva-numaa raat ko mahtaabii par
ham bhii to dekhe.n ki kyo.n kar mah-e-taabaa.n nikle