SEARCH RESULTS
Showing search results for "maalaa-maal"
Ghazal MATCHES FOR "maalaa-maal"
Ghazal
aartii ham kyaa utaare.n husn-e-maalaa-maal kii
bujh ga.ii har jot puujaa ke sunahre thaal kii
Prem Warbartani
Ghazal
dhuup luTaa kar ambar jab ka.ngaal hu.aa
chaa.nd ugaa kar phir se maalaa-maal hu.aa
Gautam Rajrishi
Ghazal
'umair' us se faraavaaniyaa.n jo maa.ngii.n to
judaa.iyo.n se mujhe maalaa-maal us ne kiyaa
Umair Ali Anjum
Ghazal
usii kaa kaam hai is dukh-bhare zamaane me.n
mohabbato.n se mujhe maalaa-maal kar rakhnaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
adam vajuud adam uf ye silsile kaise
mai.n luT ga.ii huu.n magar maalaa-maal hairat hai
Tasneem Abidi
Ghazal
tamaam shahr ujaalo.n se maalaa-maal nahii.n
hai.n vo bhii jin kaa a.ndheraa nasiib hotaa hai
Zeeshan Nomani
Ghazal
dil ko mohabbato.n se kiyaa tuu ne maalaa-maal
KHush-baash tiirgii me.n utaarii hai raushnii
Nomaan Shauque
Ghazal
martii hai dhartii pyaas se ru.ndhne lage gale
kuchh log maalaa-maal hai.n barsaat bech kar
Kuldeep Salil
Ghazal
tumhaare shahr se aur tum se duur jaane kaa
hamaare dil ko hai kitnaa malaal mat puuchho
Saif Dehlvi
Ghazal
navaaztaa thaa hamesha vo Gam kii daulat se
aur is KHazaane se mai.n maalaa maal ho hii gayaa
Ateeq Allahabadi
Ghazal
adam vajuud-e-adam uf ye silsile kaise
mai.n luT ga.ii huu.n magar maalaa-maal hairat hai
Tasneem Abidi
Ghazal
hijr kii daulat ne maalaa-maal mujh ko kar diyaa
baal chaa.ndii ke hu.e sone ke chhaale ho ga.e
Chand Akbarabadi
Ghazal
mai.n kis tarah se pareshaan-haal unhe.n samjhuu.n
vo apne husn-e-amal se to maalaa-maal mile
Kavita Kiran
Ghazal
har ek parde me.n daryaaft us kaa husn kiyaa
phir us KHazaane se mai.n maalaa-maal ho ke rahaa