SEARCH RESULTS
Showing search results for "madh-o-zam"
Ghazal MATCHES FOR "madh-o-zam"
Ghazal
kal jo mad.h o zam thii saa.nch aur jhuuT kii
vo phabii ham par ye tum par Dhal pa.Dii
Mirza Azfari
Ghazal
laazim hame.n hai qat-e-nazar madh-o-zam se ab
tahsiin-e-ittifaaq hai nafriin-e-iKHtilaaf
Sahir Dehlavi
Ghazal
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
chaa.nd taare kar rahe hai.n mad.h-KHvaanii aap kii
laala-o-gul kii zabaa.n par hai taraana aap kaa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
jaane kis rang me.n tafsiir kare.n ahl-e-havas
mad.h-e-zulf-o-lab-o-ruKHsaar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo bhii samajh gayaa ki havas kaa ye khel hai
ab mad.h-e-chashm-o-gesuu-o-ruKHsaar kuchh nahii.n
Mustahsin Khayal
Ghazal
sharh-e-firaaq mad.h-e-lab-e-mushkbuu kare.n
Gurbat-kade me.n kis se tirii guftuguu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Shakeel Jamali
Ghazal
darja-e-kufr sahii madh-e-jamaal-e-jaanaa.n
dil kii puuchho to KHudaa se bhii banaa ek hii shaKHs
Abbas Tabish
Ghazal
kausar kii halaavat hai mirii tishna-labii me.n
masruuf huu.n mai.n mad.h-e-rasuul-e-arabii me.n
Mohammad Aazam Chishti
Ghazal
tamaam umr kiyaa mai.n ne kaar-e-laa-haasil
ki mad.h-e-husn-e-butaa.n kaa savaab kuchh bhii nahii.n
Kashif Rafiq
Ghazal
alam ko chuum ke pa.Dhte hai.n mad.h-e-rabb-e-alii
ki sab se pahle to ibn-ul-batuul us kaa hai
Saba Tabish
Ghazal
bulbul chaman me.n baiTh ke mimbar pe shaaKH kii
har sub.h-o-shaam karte hai.n mad.h-o-sanaa-e-gul
KHanjar ajmerii
Ghazal
Abrar Kiratpuri
Ghazal
us but kii hai ataa ki miraa tamtaraaq-e-harf
me.araaj-e-hamd-o-mad.h-o-sanaa tak pahu.nch gayaa