SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahzuuz"
Ghazal MATCHES FOR "mahzuuz"
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
naGma samajh ke shor se mahzuuz hotii bhii.D
amboh-e-bekaraa.n me.n ko.ii chiiKHtaa ki bas
Nomaan Shauque
Ghazal
mai.n ne chaahaa thaa tire dard se mahzuuz rahuu.n
dard bhii vo ki jise 'miir' nahii.n khii.nch sakaa
Aadil Farhat
Ghazal
aap jal jaa.e magar auro.n ko mahzuuz kare
zindagii tum bhii guzaaro yuu.n hii sandal kii tarah
J. P. Saeed
Ghazal
sar pe suuraj hai to phir chhaa.nv se mahzuuz na ho
dhuup kaa rang bhii diivaar me.n aa saktaa hai
Azeem Haider Syed
Ghazal
aur jo baiThe rahe.n to un se tum mahzuuz ho
jab hamii.n aate hai.n to ghabraa ke uTh jaate ho tum
Meer Soz
Ghazal
rahe raqiib se baaham vo siim-bar mahzuuz
hu.aa na aah kaa apne kabhii asar mahzuuz
Mah Laqa Chanda
Ghazal
ye aur baat ham hii na mahzuuz ho sake
KHush-ra.ng zindagii ke nazaare hu.e to hai.n
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
mahzuuz ham bhii ho.nge jo fursat kahii.n mile
gulshan bhii hai gulaab bhii ra.ng-e-bahaar bhii
Fakhr Abbas
Ghazal
Abdullah Kamal
Ghazal
rutba-e-taKHt se mahruum hai mansab meraa
saahab-e-fahm samajhte nahii.n matlab meraa
Rahat Hasan
Ghazal
mere har sher se mahzuuz hu.ii hai duniyaa
mere har zaKHm ko duniyaa ne gul-e-tar jaanaa
Shayar Jamali
Ghazal
tum shauq se shahro.n ke ujaalo.n se ho mahzuuz
mere liye paataal ziyaa-baar bahut hai.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
na kyo.n huur-e-jinaa.n ke zikr se mahzuuz ho vaa.iz
ye us ke tausan-e-dil ke liye mahmez hai saaqii
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
ho tahaarat 'haalii'-o-'mahruum' kii
'miir'-o-'momin' kii zabaa.n darkaar hai