SEARCH RESULTS
Showing search results for "mahzuuz"
Nazm MATCHES FOR "mahzuuz"
Nazm
touch screen
vo KHud bhii naujavaa.n urdu kaa shaa.ir hai
vo apnii shaa.irii cell-phone me.n mahfuuz kartaa hai
Bilal Aswad
Nazm
tarana-e-watan
sun kar 'hayaa' kaa naGma mahzuuz ho.nge saame.a
detaa hai kyaa halaavat shiirii.n suKHan hamaaraa
Sughra Humaun Mirza
Nazm
dil-awez
un se mahzuuz hote har ik shaKHs kaa
rang bhii muKHtalif Dhang bhii muKHtalif
Ali Ul-Hasnain
Nazm
bulbul aur shair
kuchh aisii taan chhe.Dii mahzuuz ho ga.e sab
mamnuun ho rahaa hai har KHaas-o-aam teraa
Master Basit Biswani
Nazm
shikwa
ham ko jam.iiyat-e-KHaatir ye pareshaanii thii
varna ummat tire mahbuub kii diivaanii thii
Allama Iqbal
Nazm
raqib se!
tujh se khelii hai.n vo mahbuub havaa.e.n jin me.n
us ke malbuus kii afsurda mahak baaqii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jawab-e-shikwa
jo musalmaan thaa allaah kaa saudaa.ii thaa
kabhii mahbuub tumhaaraa yahii harjaa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
taj-mahal
merii mahbuub kahii.n aur milaa kar mujh se
bazm-e-shaahii me.n Gariibo.n kaa guzar kyaa ma.anii
Sahir Ludhianvi
Nazm
itna malum hai!
Gair-mahsuus tariiqe se vo chau.nkaa hogaa
ek jumle ko ka.ii baar sunaayaa hogaa
Parveen Shakir
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qalb-e-maahaul me.n larzaa.n sharar-e-ja.ng hai.n aaj
Kaifi Azmi
Nazm
mere hamdam mere dost!
kis tarah aariz-e-mahbuub kaa shaffaaf bilor
yak-ba-yak baada-e-ahmar se dahak jaataa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chand roz aur meri jaan
jism par qaid hai jazbaat pe zanjiire.n hai.n
fikr mahbuus hai guftaar pe taaziire.n hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n kirdaar us muhaafiz kaa
jo apne shahr ko mahsuur kar ke naaz kare