SEARCH RESULTS
Showing search results for "maktab"
Ghazal MATCHES FOR "maktab"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
hazrat-e-ishq ke maktab me.n hai taa'liim kuchh aur
yaa.n likkhaa yaad rahe aur na pa.Dhaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
saaqiyaa masjid o maktab to nahii.n mai-KHaana
dekhnaa phir bhii Galat log na aane lag jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
letaa huu.n maktab-e-Gam-e-dil me.n sabaq hanuuz
lekin yahii ki raft gayaa aur buud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kis ko maaluum hai ha.ngaama-e-fardaa kaa maqaam
masjid o maktab o mai-KHaana hai.n muddat se KHamosh
Allama Iqbal
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
vo jis ne dekhaa nahii.n ishq kaa kabhii maktab
mai.n us ke haath me.n dil kii kitaab kyaa detaa
Afzal Allahabadi
Ghazal
hai kushaad-e-KHaatir-e-vaa-basta dar rahn-e-suKHan
thaa tilism-e-qufl-e-abjad KHaana-e-maktab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
ahl-e-biinash ko hai tuufaan-e-havaadis maktab
lutma-e-mauj kam-az saili-e-ustaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
hai aur ilm o adab maktab-e-mohabbat me.n
ki hai vahaa.n kaa moallim judaa adiib judaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
hai garche tifl-e-maktab vo shoKH abhii to lekin
jis se milaa hai us kaa ustaad ho milaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil sikhaataa hai sab aadaab mohabbat ke KHud
ye sabaq siikhaa nahii.n jaataa kisii maktab se
Sada Ambalvi
Ghazal
har maslak har maktab ishq nahii.n hotaa
sab logo.n kaa maz.hab ishq nahii.n hotaa
Moin Shadab
Ghazal
tab se aashiq hai.n ham ai tifl-e-parii-vash tere
jab se maktab me.n tuu kahtaa thaa alif be te se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Unknown
Ghazal
hote hai.n jaate hii maktab me.n parii-ruu KHuu.n-rez
kyaa ye jallaado.n ko ustaad kiyaa karte hai.n