SEARCH RESULTS
Showing search results for "mansab-e-harf"
Ghazal MATCHES FOR "mansab-e-harf"
Ghazal
phir us ke saamne chup kii ka.Dii labo.n pe lagii
miraa ye mansab-e-harf aab aab hone lagaa
Khalid Karrar
Ghazal
bisaat-e-daanish-o-harf-o-hunar kahaa.n khole.n
ye sochte hai.n lab-e-mo'tabar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hazaar ghaaTe kaa saudaa ho ye faqiirii-e-harf
yahii bahut hai kulaah-e-vaqaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hisaar-e-harf-o-hunar to.D kar nikal jaa.uu.n
kahaa.n pahu.nch ke KHayaal apnii vus.ato.n kaa hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu harf-e-ishq-o-basiirat hai lab na sii apne
zamaana tujh se bhii teraa KHayaal puuchhegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
muddato.n ke baad phir kunj-e-hiraa raushan hu.aa
kis ke lab par dekhnaa harf-e-du.aa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo harf-e-aarzuu jis par mukammal zabt hai ab tak
kahii.n aisaa na ho sharminda-e-iz.haar ho jaa.e
Kanval M. A
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
kis ko haasil ho tirii chashm-e-siyah ke aage
mansab-e-silsila-e-jurm-o-KHataa merii tarah
Shaz Tamkanat
Ghazal
Abrar Naghmi
Ghazal
kyuu.n in ko milaa mansab-e-afzaa.ish-e-giitii
ye log to miTTii se mohabbat nahii.n karte
Asim Wasti
Ghazal
muddato.n baa'd us ne aaj mujh se ko.ii gila kiyaa
mansab-e-dilbarii pe kyaa mujh ko bahaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
ai dost ishq mansab-e-fahm-o-shu.uur hai
ye irtiqaa hai zehn kaa ko.ii KHalal nahii.n
Naeem Sameer
Ghazal
hai mere mansab-o-jaah-o-jalaal par bhii nazar
mirii taraf hii qabiile kaa dhyaan tho.Daa hai