SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqtal-e-gam"
Ghazal MATCHES FOR "maqtal-e-gam"
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
jis KHaak-e-paa kii khoj me.n tuu thak gayaa hai 'Gam'
milnaa hai ek din isii gard-o-Gubaar me.n
Gham Bijnori
Ghazal
sar-e-maqtal ta.Daptaa dekh kar vo tilmilaa uTThe
sitam ke baad ab un kii pashemaanii nahii.n jaatii
Gham Bijnori
Ghazal
Gham Bijnori
Ghazal
maqtal-e-Gam kii raunaqe.n KHatm na hone paa.e.ngii
ko.ii to aa hii jaa.egaa roz sadaa diyaa karo
Pirzada Qasim
Ghazal
sau baar isii tarah mai.n mar mar ke jiyaa huu.n
deriina ta'alluq hai miraa maqtal-e-Gam se
Shams Farrukhabadi
Ghazal
ruuh ko aalaa.ish-e-Gam se kabhii KHaalii na rakh
yaanii be-zangaar kis kaa aa.inaa raushan hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
mai.n KHud huu.n naqd magar sau udhaar sar par hai
ajab vabaal-e-Gam-e-rozgaar sar par hai
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
talaatum-e-Gam-e-dauraa.n me.n bah ga.e patvaar
havaa ke haath me.n ham baadbaan chho.D aa.e
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
kahaa.n ham aur kahaa.n ye lazzat-e-Gam
ye sab terii karam-farmaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
zabt-e-Gam se laakh apnii jaan par ban aa.e hai
haa.n magar ye izzat-e-saadaat to rah jaa.e hai
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
aa.nkho.n se ashk ban ke Tapaktaa hai ek roz
vo soz-e-Gam jo qalb-e-hazii.n me.n nihaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
shab-gaziida ko tire is kii KHabar hii kab thii
din jo aa.egaa Gam-e-laa-mutanaahii degaa