SEARCH RESULTS
Showing search results for "marham-pattii"
Ghazal MATCHES FOR "marham-pattii"
Ghazal
dard to zaKHm kii paTTii ke haTaane se uThaa
aur kuchh aur bhii marham ke lagaane se uThaa
Zaheer Siddiqui
Ghazal
Maaham Shah
Ghazal
Ali Bukhari
Ghazal
us darbaar me.n laazim thaa apne sar ko KHam karte
varna kam-az-kam apnii aavaaz hii maddham karte
Haider Qureshi
Ghazal
mujh ko manzuur hai marne pe subuk-baarii ho
aur ahbaab ko hai fikr kafan bhaarii ho
Rasheed Lakhnavi
Ghazal
miraa chehra hii ilhaamii nahii.n thaa
ke aa.nkhe.n thii.n magar paanii nahii.n thaa
Nivesh Sahu
Ghazal
jaavedaa.n qurb ke lamhaat hu.e hai.n maz.har
taa.ir-e-vaqt kii be-baal-o-parii to dekho
Mazhar Imam
Ghazal
javaab kaa to pata thaa hame.n magar phir bhii
lab-e-savaal milaa thaa savaal karnaa thaa
Mazhar Imam
Ghazal
tuu jaanaa chaahtaa hai to tujhe ijaazat hai
magar pataa to chale mai.n ne kyaa kahaa hai yaar
Ezaz Kazmi
Ghazal
logo.n ne meraa raasta rokaa thaa mai.n magar
paanii kii tarh raah banaataa chalaa gayaa
Saif Dehlvi
Ghazal
Mazhar Qureshi Mazhar
Ghazal
hame.n pata hai hame.n pyaar tum bhii karte ho
magar pata nahii.n iz.haar kyo.n nahii.n karte
Naman Gour
Ghazal
milaa nahii.n hai mujhe vo magar pataa hai mujhe
vo duusro.n ke liye bhii bachaa nahii.n hai bahut
Syed Kashif Raza
Ghazal
in aa.ndhiyo.n pe zor chaman kaa to kuchh na thaa
qisse bikhar ga.e hai.n magar paat paat ke
Manmohan Talkh
Ghazal
nadii tishna-lab ko faraamosh kar ke
rahegii magar paanii paanii rahegii