SEARCH RESULTS
Showing search results for "martaba-e-kal"
Ghazal MATCHES FOR "martaba-e-kal"
Ghazal
juz martaba-e-kal ko haasil kare hai aaKHir
yak qatra na dekhaa jo dariyaa na hu.aa hogaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
aa.ina saaf-dil itnaa bhii nahii.n ab ki tumhe.n
asl chehre ke KHat-o-KHaal dikhaa hii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
sipah-garii to buzurgo.n ke saath dafn hu.ii
hame.n to aaj fan-e-qiil-o-qaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
sipah-garii to buzurgo.n ke saath dafn hu.ii
hame.n to aaj fan-e-qiil-o-qaal aataa hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
KHaraash-e-dard kaa aa.iina huu.n mujhe dekho
ye baa.nkpan bhii kahaa.n hai kisii ke chehre par
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai zikr-e-yaar kyuu.n shab-e-zindaa.n se duur duur
ai ham-nashii.n ye tarz Gazal kaa kabhii na thaa
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
agarche tarz-e-amal us kaa naagavaar bhii thaa
magar vo mere tasavvur kaa shaahkaar bhii thaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
mahruumii-e-hayaat kaa hal Dhuu.nDte rahe
ya.anii adaa-e-husn-e-amal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
vasl me.n achchhii tarah jab baada-paimaa.ii hu.ii
u.D ga.ii kaafuur ban ban kar hayaa aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
is baaG me.n hai baad-e-KHizaa.n-o-baad-e-qaht
har gul ke dil me.n hai KHalish-e-KHaar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vo shahiid-e-nigah-e-naaz nazar aate hai.n
aaj-kal aur hii andaaz nazar aate hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
mast kar detaa hai har andaaz-e-mastaana tiraa
baiThnaa uThnaa tiraa aanaa tiraa jaanaa tiraa
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
chaal-baazii tirii KHud tujh ko hii le Duubegii
ek din tuu kaf-e-afsos hai malne vaalaa