SEARCH RESULTS
Showing search results for "masalne"
Ghazal MATCHES FOR "masalne"
Ghazal
tumhaarii chaal kii aahistagii ke lahje me.n
suKHan se dil ko masalne kaa kaam lenaa hai
Bashir Badr
Ghazal
ban ga.e subuut aaKHir aap apne jurmo.n kaa
haath jo mo.attar the phuul ko masalne se
Qateel Shifai
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
aa.nkhe.n hame.n talvo.n se vo malne nahii.n dete
ham chuTkiyo.n se dil ko masalne nahii.n dete
Riyaz Khairabadi
Ghazal
dekh kar raunaq-e-baazaar me.n bachcho.n kaa sabr
ab ye KHatra hai khilaune na machalne lag jaa.e.n
Ehtisham Hasan
Ghazal
ye to us kii aadat hai roz gul masaltaa hai
aaj bhii masalne ko kuchh gulaab Dhuu.nDe hai.n
Zameer Atraulvi
Ghazal
mai.n vahshat me.n phuul masalne lagtaa huu.n
mujh par jab vo KHushbuu taarii hotii hai
Ali Arman
Ghazal
us sitamgar ke masalne se shanaasaa nahii.n tum
mat kisii bhuul me.n rahnaa na mahaknaa phuulo
Zubair Hamza
Ghazal
phuul khilte hii gulistaa.n me.n achaanak ai 'ziyaa'
haath ba.Dhte hai.n faqat un ko masalne ke liye
Zia Karnatki
Ghazal
Nitin Nayab
Ghazal
kuchh to mire pindaar-e-mohabbat kaa bharam rakh
tuu bhii to kabhii mujh ko manaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ye masaa.il-e-tasavvuf ye tiraa bayaan 'Gaalib'
tujhe ham valii samajhte jo na baada-KHvaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
in aa.nkho.n kii mastii ke mastaane hazaaro.n hai.n
in aa.nkho.n se vaabasta afsaane hazaaro.n hai.n
Shahryar
Ghazal
'taalib' ko ye kyaa ilm, karam hai ki sitam hai
jaane ke liye ruuTh, manaane ke liye aa
Talib Baghpati
Ghazal
kabhii kabhii to bahut yaad aane lagte ho
ki ruuThte ho kabhii aur manaane lagte ho