SEARCH RESULTS
Showing search results for "masalne"
Nazm MATCHES FOR "masalne"
Nazm
gaon re teri pagDanDiyan
shaam aa.nkhe.n masalne lagii
nii.nd palko.n me.n jalne lagii
Ataur Rahman Tariq
Nazm
alif laila
thak ga.ii raat masakne lagaa Gaaza kaa fusuu.n
sard pa.Dne lagii.n gardan me.n hamaa.il baa.nhe.n
Wamiq Jaunpuri
Nazm
ai sharif insano
jang to KHud hii ek mas.ala hai
jang kyaa mas.alo.n kaa hal degii
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHamosh aawaz
aa.ii.n bahaare.n mujh ko manaane
tum bin mai.n to mu.nh na bolii
Jan Nisar Akhtar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
ne majaal-e-shikva hai ne taaqat-e-guftaar hai
zindagaanii kyaa hai ik tauq-e-guluu-afshaar hai
Allama Iqbal
Nazm
dost sach much bahut zaruri hain
zindagii ko guzaarne ke liye
vaqt kaa zahr maarne ke liye
Shakeel Jamali
Nazm
izhaar
tere bas me.n thii agar mash.al-e-jazbaat kii lau
tere ruKHsaar me.n gulzaar na bha.Dkaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ai ishq kahin le chal
ik maskan-e-ashraar-o-aazaar hai ye duniyaa
ik maqtal-e-ahraar-o-abraar hai ye duniyaa
Akhtar Shirani
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ai sham-e-'josh' o mash.al-e-aivaan-e-aarzuu
ai mehr-e-naaz o maah-e-shabistaan-e-aarzuu
Josh Malihabadi
Nazm
himala
ai himaala daastaa.n us vaqt kii ko.ii sunaa
maskan-e-aabaa-e-insaa.n jab banaa daaman tiraa