SEARCH RESULTS
Showing search results for "maz.hab-e-insaaniyat"
Ghazal MATCHES FOR "maz.hab-e-insaaniyat"
Ghazal
fazaa-e-aalam-e-insaaniyat kaa afsaana
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n kaa hissa hai
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
sipaah-e-dushman-e-insaaniyat qariib aa.ii
dayaar-e-husn sar-e-rahguzar kii KHair manaa.o
Ali Sardar Jafri
Ghazal
shahiid-e-Gairat-e-insaaniyat ke zauq se puuchh
lahuu bahaa ke jo paa.ii vo aabruu kyaa hai
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Ghazal
ai ibn-e-aadmiyyat-o-insaaniyat shu'uur
kaar-e-KHirad ye hai ki na maane gum-e-daroG
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
sab karishma hai faqat ra.ng-e-du.ii kaa varna
mazhab-e-piir-e-muGaa.n mushrib-e-rindaa.n hotaa
Fana bulandshahri
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
ba-naam-e-maz.hab-o-millat ye KHuu.n bahaanaa kyaa
harii harii vo kare.n tuu KHudaa KHudaa kiyaa kar
Majeed Akhtar
Ghazal
na puuchh maz.hab-o-naam-o-nasab savaal na kar
jo hai tiraa hai vahii meraa rab savaal na kar
Nasriin Syed
Ghazal
KHamiir ek hai sab kaa to ai zamiin ai maa.n
zabaan-o-maz.hab-o-qaum-o-vatan ye sab kyaa hai
Anwar Shuoor
Ghazal
KHilaaf-e-maz.hab-e-nafrat huu.n kyaa kiyaa jaa.e
mai.n harf harf mohabbat huu.n kyaa kiyaa jaa.e
Sapana Ahsaas
Ghazal
sab phuu.nk diye KHaar-o-KHas-e-maz.hab-o-millat
allaah-re yak-sho.ala-e-ruKHsaar-e-mohabbat
Jigar Moradabadi
Ghazal
kuchh imtiyaaz-e-maz.hab-o-millat nahii.n hame.n
ik mo'tabar rafiiq-e-safar Dhuu.nDte hai.n ham
Ajiz Matvi
Ghazal
dushmanii kiina hasad aur nafrate.n to hai.n magar
jazba-e-insaaniyat hii dil me.n rakhte ham nahii.n
Sardar Panchhi
Ghazal
diyaa ik aisaa jalaa.o ujaale me.n jis ke
na qaid-e-maz.hab-o-millat na zaat-paat rahe