SEARCH RESULTS
Showing search results for "miTnaa"
Ghazal MATCHES FOR "miTnaa"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dil se miTnaa tirii a.ngusht-e-hinaa.ii kaa KHayaal
ho gayaa gosht se naaKHun kaa judaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tiraa miTnaa dil-e-naashaad bahut yaad aaya
ye samaa.n raat bahut yaad bahut yaad aaya
Jagan Nath Azad
Ghazal
morche kholtaa rahtaa huu.n samundar ke KHilaaf
jis ko miTnaa hai vo aa.e miraa saahil ho jaa.e
Nomaan Shauque
Ghazal
meraa miTnaa nahii.n aasaan mohabbat kii qasam
maut hai naam tire dil se utar jaane kaa
Basit Bhopali
Ghazal
miTtii hu.ii tasviir me.n kyaa rang bharoge
miTnaa thaa jinhe.n miT ga.e tum KHud ko sambhaalo
Waheed Akhtar
Ghazal
zindagii ishq me.n miTnaa hai to phir aise me.n
naaz tujh pe dil-e-barbaad karuu.n yaa na karuu.n
Azmat Abdul Qayyum Khan
Ghazal
payaam-e-ziist pe miTnaa unhii.n ko aataa hai
jo zindagii se mohabbat ziyaada rakhte hai.n
Payam Fatehpuri
Ghazal
ham log hai.n saleT pe likkhe hu.e 'nasiim'
miTnaa pa.Degaa agle savaalaat ke liye
Naseem Abbasi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Salaam Najmi
Ghazal
jaan de denaa bharii bazm me.n aasaan nahii.n
sham.a par miTnaa hii maqduur hai parvaane kaa
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
Huzaifa Ashraf Aasmi
Ghazal
is qadar ruuh me.n shaamil thii kahaanii us kii
mujh ko miTnaa hii pa.Daa us ko miTaane ke liye
Mariyam Fatima
Ghazal
'payaam' ziist pe miTnaa unhii.n ko aataa hai
jo zindagii se mohabbat ziyaada rakhte hai.n
Payam Fatehpuri
Ghazal
mile KHaak me.n yuu.n ki mash.huur hai
miTe yuu.n ki miTnaa nishaa.n rah gayaa