SEARCH RESULTS
Showing search results for "mo.ajiz-e-shaqqul-qamar"
Ghazal MATCHES FOR "mo.ajiz-e-shaqqul-qamar"
Ghazal
mo.ajiz-e-shaqqul-qamar dikhlaa.egii angusht-e-husn
chaa.nd tere partave se KHud kataa.n ho jaa.egaa
Qadr Bilgrami
Ghazal
is dilkashii me.n chaa.nd kii KHud ko na bhuul jaa
apnii nazar me.n jalva-e-shaqqul-qamar bhii rakh
Aziz Ansari
Ghazal
to.D de jab kamar-e-shaaKH samar hii us kaa
kyaa tavaqqo.a rakhe apnii ko.ii aulaad se ab
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
yaqiin hai ki hu.aa hogaa kaise shaqq-e-qamar
yaqii.n hai un ne ajab kaar-e-munsifaana kiyaa
Anisur Rahman
Ghazal
jalva-farmaa hai jo vo rashk-e-qamar aaj kii raat
misl-e-firdaus hai raushan miraa ghar aaj kii raat
Sabir Rampuri
Ghazal
ho gar aise hii mirii shakl se bezaar bahut
tum salaamat raho bande ke KHariidaar bahut
Qayem Chaandpuri
Ghazal
mustaqil diid kii ye shakl nazar aa.ii hai
dil me.n ab aap kii tasviir utar aa.ii hai
Ram Krishn Muztar
Ghazal
'aduu ko dekh ke jab vo idhar ko dekhte hai.n
nazar charaa ke ham un kii nazar ko dekhte hai.n
Bekhud Dehlvi
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
zindagaanii hai mirii terii nazar hone tak
raushnii sham.a kii hai nuur-e-sahar hone tak
Mohammad Arshad Azmi
Ghazal
chaa.ndnii maa.nd pa.De aisii sabaahat un kii
shakl dekhe to ko.ii rashk-e-qamar hotii hai
Noor Mohammad Noor
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
be-nishaa.n hai vo kamar shakl-e-dahan
kaun sii shai hai nahii.n jis kaa javaab