SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhtaaj"
Ghazal MATCHES FOR "muhtaaj"
Ghazal
mai.n suKHan-fahm kisii vasl kaa muhtaaj nahii.n
chaa.ndnii raat hai ik sher sunaa de mujh ko
Balmohan panday
Ghazal
apne raaziq ko na pahchaane to muhtaaj-e-muluuk
aur pahchaane to hai.n tere gadaa daaraa o jam
Allama Iqbal
Ghazal
jab se pahra zabt kaa hai aa.n.su.o.n kii fasl par
ho ga.ii.n muhtaaj aa.nkhe.n daane daane ke liye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
jis ke muhtaaj shahanshaah bhii hai.n ai 'aaqil'
ham faqiiro.n ko ik aisaa bhii kamaal aataa hai
Dharmpal Aaqil
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
kishvar o ishq me.n muhtaaj kahaa.n hai.n 'bedam'
qais o farhaad kii jaagiir liye baiThe hai.n
Bedam Shah Warsi
Ghazal
us se ba.Dh kar ko.ii muhtaaj nahii.n ho saktaa
gir ke jo shaKHs sa.nbhalne kaa iraada na kare
Aalam Nizami
Ghazal
Riaz Majeed
Ghazal
muhtaaj-e-raahbar huu.n jahaa.n KHizr tak 'shakiil'
aisii bhii ko.ii raahguzar chaahtaa huu.n mai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
mah-jabii.n hai.n unhe.n bindiyaa kii zaruurat kyaa hai
kyo.n vo mahtaab pe mahtaab liye phirte hai.n
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
mai.n auro.n ko kyaa parkhuu.n aa.iina-e-'aalam me.n
muhtaaj-e-shanaasaa.ii jab apnaa hii chehraa hai
Wahid Premi
Ghazal
mere muhtaaj nahii.n hai.n ye badalte mausam
maan letaa huu.n magar dil bhii buraa hotaa hai
Sagheer Malal
Ghazal
ab ke muKHtaar ne muhtaaj kii diivaar kaa qad
jitnaa ma.amuul hai utnaa bhii nikalne na diyaa
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
qatra-e-aab ko muhtaaj kiyaa garduu.n ne
yaad-e-ayyaam ki thii.n chashma-e-jaarii aa.nkhe.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
muhtaaj ham-safar kii masaafat na thii mirii
sab saath the kisii se rifaaqat na thii mirii
Aitbar Sajid
Ghazal
girau hu.aa to use chhuuTnaa muhaal hu.aa
dil-e-Gariib miraa mufliso.n kaa maal hu.aa