SEARCH RESULTS
Showing search results for "muhtaaj"
Nazm MATCHES FOR "muhtaaj"
Nazm
pandrah august
hamaare desh kaa har karghaa to.D Daalaa thaa
jo mulk suu.ii kii KHaatir thaa auro.n kaa muhtaaj
Javed Akhtar
Nazm
ek nae lafz ki taKHliq
saa.ns lene kii har ik zaruurat bhii lafzo.n kii muhtaaj hai
aag paanii havaa KHaak sab lafz hai.n
Mohsin Naqvi
Nazm
din ke rup mein raat kahani
raat ke phaile a.ndhere hai.n ko.ii saaya na thaa
raat kaa phailaa a.ndheraa muhtaaj
Meeraji
Nazm
shayad miTTi mujhe phir pukare
tumhaarii zabaan kahii.n tumhaarii muhtaaj to nahii.n
mere aa'zaa par e'tibaar kar
Sara Shagufta
Nazm
gurunanak
to banda-o-saahab bhii thaa muhtaaj-o-Ganii bhii
jalvo.n kaa amii.n bhii tire lab pe arinii bhii
Arsh Malsiyani
Nazm
KHuda ki jagah Khaali hai
sha.nkar Damruu kaa mutabaadil talaash kar chukaa
gopiyaa.n ab kisii uudhau kii muhtaaj nahii.n
Aashufta Changezi
Nazm
zarurat-e-ittihad
na rahe.n ham kisii ke bhii muhtaaj
mulk apnaa ho aur apnaa raaj
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
tane
diivaar bolii karke muKHaatab tamaam ko
muhtaaj ho gayaa hai bechaara kalaam ko
Ismail Raaz
Nazm
pan chakki
bhar ke laate hai.n gaa.Diyo.n me.n anaaj
shahr ke shahr hai.n tire muhtaaj
Ismail Merathi
Nazm
mini-bus ka safar
aazaad tab.a vaaqif-e-garaje hii na thii
signal kii battiyo.n kii to muhtaaj hii na thii
Khalid Irfan
Nazm
aao chalo school chalen hum
bhaarat kii ham laaj bane.nge
kal ke kyo.n muhtaaj bane.nge
Mushir Jhanjhanvi
Nazm
hindu musalmanon ka ittihad
muhtaaj hai.n tumhaare lail-o-nahaar dono.n
haa.n chho.Do ye ranjish ban jaa.o yaar dono.n