SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntazir-e-qaafila-e-misr-e-tamannaa"
Ghazal MATCHES FOR "muntazir-e-qaafila-e-misr-e-tamannaa"
Ghazal
huu.n muntazir-e-qaafila-e-misr-e-tamannaa
yuusuf huu.n abhii chaah-e-bayaabaa.n me.n pa.Daa huu.n
Arsh Siddiqui
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
khul ga.e qaafila-e-yaas ke parcham 'ishrat'
har guzargaah-e-tamannaa ko sajaa le ko.ii
Ishrat Jalandhari
Ghazal
hai lutf-e-dost harf-e-taqaazaa kaa muntazir
ai bebasii majaal-e-tamannaa kahaa.n se laa.e.n
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
muntazir aap rahe.n ham to chale ai 'hamdam'
naKHl-e-gulzaar-e-tamanna me.n samar hone tak
Hamdam Siddiqi
Ghazal
garm-e-fuGaa.n hai jaras uTh ki gayaa qaafila
vaa.e vo rah-rau ki hai muntazir-e-raahila
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n apne kuu-e-tamannaa me.n muntazir hii rahaa
talaash kartii rahii dasht me.n bahaar mujhe
Shariq Balyavi
Ghazal
muntazir hii na rahaa baam-e-tamannaa pe ko.ii
aur havaa aa ke guzartii rahii darvaaze se
Maqsood Wafa
Ghazal
tajdiid-e-tamannaa bhii hai vaamaandagi-e-shauq
phir qaafila luTtaa hai sar-e-raahguzar kyaa
Rabia Barni
Ghazal
ab vo agle se yahaa.n misr ke baazaar nahii.n
aa ga.e shahr-e-tamannaa me.n kahaa.n saudaagar
Kailash Mahir
Ghazal
nigaahe.n muntazir hai.n ek KHurshiid-e-tamannaa kii
abhii tak jitne mehr-o-maah aa.e naa-tamaam aa.e
Ali Sardar Jafri
Ghazal
dha.Dkan hai misl-e-qaafiya to zindagii radiif
bichh.De na zindagii se kabhii do gha.Dii radiif
Rashid Damohi
Ghazal
jis kii ba-KHudaa us but-e-kaafir pe nazar hai
chhaatii hai pahaa.D us kii to patthar kaa jigar hai
Muntazir lakhnavi
Ghazal
dair o masjid me.n tamann-e-ziyaarat kis kii
tum ko ai kaafir o dii.n-daar liye phirtii hai
Imdad Imam Asar
Ghazal
haath phailaa.e the tum ne mujh ko tanhaa dekh kar
ab KHafaa hote ho kyuu.n zaKHm-e-tamannaa dekh kar