SEARCH RESULTS
Showing search results for "musakhkhar"
Ghazal MATCHES FOR "musakhkhar"
Ghazal
ik baat me.n ho jaa.e musaKHKHar vo parii-ruu
suntaa hii nahii.n sehr-bayaanii mire dil kii
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
kiijiye sehr-bayaanii se musaKHKHar kyuu.n-kar
kabhii suntaa nahii.n 'naasiKH' vo hamaarii baate.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ik naqsh de ki jis se musaKHKHar ho vo parii
aisaa bhii dosto ko.ii aamil aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
na.e bashar ne musaKHKHar kiye mah-o-anjum
na.e dimaaG me.n vus.at KHalaa.o.n jaisii hai
Tanveer Sipra
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
kar liyaa ek bayaabaa.n ko musaKHKHar ham ne
roz tasviir ko iijaad kahaa.n tak karte
Rashid Taraz
Ghazal
aa gayaa dil me.n jo aalam kaa musaKHKHar karnaa
zulf ko chehre pe ha.ngaam-e-sahar chho.D diyaa
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Mustafa Rahi
Ghazal
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
mai.n musaKHKHar hu.aa in aa.nkho.n kaa
in me.n jaaduu nahii.n to phir kyaa hai
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
daavat se musaKHKHar ho na taa.at se mayassar
huu.n jis pe fidaa vo parii-o-huur nahii.n hai
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Afzal Safi
Ghazal
jo fazaa-e-bahr-o-bar ko kare aur bhii munavvar
karo ai 'vafaa' musaKHKHar vo shu.aa-e-aasmaanii
Vafa Barahi
Ghazal
aa.ndhii ne sirf mujh ko musaKHKHar nahii.n kiyaa
ik dasht-e-be-dilii bhii mire naam kar ga.ii
Ambar Bahraichi
Ghazal
jab ko.ii phuul musaKHKHar na ho aasaanii se
kaam letaa huu.n vahaa.n naqd-e-sanaa-KHvaanii se
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
Javed Nadeem
Ghazal
ham ab maddaah-e-shaah-e-bahr-o-bar hai.n
musaKHKHar hogaa bahr-o-bar hamaaraa