SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutriba"
Ghazal MATCHES FOR "mutriba"
Ghazal
ye kaisii mutriba hai jo chhup kar jahaan se
dhiime suro.n me.n raat ko gaatii hai aaj bhii
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
mutrib-ba-lab-e-la.alii.n saaqii-ba-mai-o-miinaa
is garmii-e-mahfil me.n iimaan pighaltaa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
naGma-e-shauq KHuub thaa ek kamii hai mutriba
shola-e-lab kii KHair ho soz-e-daruu.n bhii chaahiye
Shakeb Jalali
Ghazal
Altamash Shams
Ghazal
dil dam-e-aah-e-sahar-KHez chalaa jaataa hai
mutribaa chup hai tuu kyuu.n vaqt hai parbhaatii kaa
Hasrat Azimabadi
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
Prem Warbartani
Ghazal
mutribaa kaun sune hai tirii chiiKHo.n kii sadaa
lab-e-laalii.n pe thirakte hu.e naGmaat ke saath
Akhlaque Bandvi
Ghazal
mai.n chhe.Dtaa huu.n samundar kii dhun me.n naGmo.n ko
vahii jo raag dil-e-mutriba me.n aayaa hai
Vishal Khullar
Ghazal
is mutrib-e-hayaat me.n zinda hai raagnii
ruk mutriba abhii tuu ye saaz-e-sadaa na to.D
Salim Shuja Ansari
Ghazal
bas ab to chhe.D de ai mutriba Gazal ko.ii
tarab-kade me.n vo shahzaadii-e-alam bhii to ho
Rasheed Qaisrani
Ghazal
mutriba ab vo miraa 'ishq ho yaa merii anaa
saaz-e-vahshat ke liye aaKHirii mizraab chunuu.n
Yawar Azeem
Ghazal
kuchh phal zaruur aa.e.nge roTii ke pe.D me.n
jis din miraa mutaalba manzuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
saaqii sharaab laa ki tabii.at udaas hai
mutrib rubaab uThaa ki tabii.at udaas hai