SEARCH RESULTS
Showing search results for "muu-e-qad"
Ghazal MATCHES FOR "muu-e-qad"
Ghazal
paaya-e-KHisht-o-KHazaf aur guhar se uu.nchaa
qad yahaa.n be-hunarii kaa hai hunar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
be-karaa.n huu.n mai.n samundar kii tarah
mauj-e-shabnam qad miraa naapegii kyaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kabhii to koh-e-giraa.n tak nazar nahii.n aa.e
kabhii havaa kaa mujhe naqsh-e-paa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
afsos muu-e-sham-e-shab-e-vasl kii maanind
jo qahqaha shaadii hai so shevan hai hamaaraa
Momin Khan Momin
Ghazal
thaam le dast-e-subuu aa.e jo chalne me.n lachak
KHat-e-baGdaad ho muu-e-kamar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
uglaa jo zahr af.ii-e-gesuu-e-yaar ne
har muu-e-maar-e-zulf-e-siyah maar ho gayaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
aatish-e-muu-e-dimaaG-e-shauq hai teraa tapaak
varna ham kis ke hai.n ai daaG-e-tamannaa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
takliif-e-takalluf se kiyaa ishq ne aazaad
muu-e-sar-e-shoriida hai.n qaaqum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
takliif-e-takalluf se kiyaa ishq ne aazaad
muu-e-sar-e-shoriida hai.n qaaqum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
vaah-re shaane kii qismat kis ko ye ma.aluum thaa
panja-e-shal se khule.nge uqda-haa-e-muu-e-dost
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hame.n qubuul kahaa.n kam-savaad karte hai.n
KHaraab-e-mashGala-e-radd-o-kad to ham bhii hai.n
Raoof Khair
Ghazal
Wali Uzlat
Ghazal
har bun-e-muu-e-mizha me.n hai.n yahaa.n sau tuufaa.n
ain Gaflat hai marii aa.nkh ko dariyaa kahnaa
Ameer Minai
Ghazal
ye dil vo shiisha hai jhamke hai vo parii jis me.n
bharaa hai muu-e-ba-muu sehr-e-saamrii jis me.n