SEARCH RESULTS
Showing search results for "muu-e-qad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "muu-e-qad"
Ghazal
paaya-e-KHisht-o-KHazaf aur guhar se uu.nchaa
qad yahaa.n be-hunarii kaa hai hunar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
be-karaa.n huu.n mai.n samundar kii tarah
mauj-e-shabnam qad miraa naapegii kyaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kabhii to koh-e-giraa.n tak nazar nahii.n aa.e
kabhii havaa kaa mujhe naqsh-e-paa dikhaa.ii de
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
MORE MATCHES FOR "muu-e-qad"
Ghazal
afsos muu-e-sham-e-shab-e-vasl kii maanind
jo qahqaha shaadii hai so shevan hai hamaaraa
Momin Khan Momin
Ghazal
thaam le dast-e-subuu aa.e jo chalne me.n lachak
KHat-e-baGdaad ho muu-e-kamar-e-jaam-e-sharaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
uglaa jo zahr af.ii-e-gesuu-e-yaar ne
har muu-e-maar-e-zulf-e-siyah maar ho gayaa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
aatish-e-muu-e-dimaaG-e-shauq hai teraa tapaak
varna ham kis ke hai.n ai daaG-e-tamannaa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
takliif-e-takalluf se kiyaa ishq ne aazaad
muu-e-sar-e-shoriida hai.n qaaqum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
takliif-e-takalluf se kiyaa ishq ne aazaad
muu-e-sar-e-shoriida hai.n qaaqum se ziyaada