SEARCH RESULTS
Showing search results for "naa-diida"
Ghazal MATCHES FOR "naa-diida"
Ghazal
har shu.uur-o-fikr-e-naa-diida pas-e-diivaar-e-harf
hai.n na.e mafhuum poshiida pas-e-diivaar-e-harf
Zafar Moradabadi
Ghazal
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
manzar se hai.n na diida-e-biinaa ke dam se hai.n
sab mo.ajaze tilism-e-tamaashaa ke dam se hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
na mere dil na jigar par na diida-e-tar par
karam kare vo nishaan-e-qadam to patthar par
Aasi Ghazipuri
Ghazal
na jaane kitne hai.n sayyaargaan-e-naa-diida
tuu intihaa jise kahtaa hai ibtidaa hii na ho
Shaz Tamkanat
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
Zulfiqar Naqvi
Ghazal
aag lau dene lagii saaya-e-Gam-KHvaar ke paas
mehr-e-naa-diida ko.ii hai dar-o-diivaar ke paas
Rafiuddin Raz
Ghazal
Shamim Anwar
Ghazal
pursish-e-haal kare kaun kise hai fursat
kab mire sahn me.n naa-diida KHudaa.ii aa.ii
Kishwar Naheed
Ghazal
fat.h-e-gulzaar mubaarak ho magar yaad rahe
abhii naa-diida bayaabaan bhii sar karnaa hai
Rafiq Raaz
Ghazal
mere lahuu ko chhiin ke baazaar me.n bike
taajir mire shu.uur ke 'taahir' na-diida log
Tahir Hanfi
Ghazal
kisii naa-diida gha.Dii ke liye tayyaar thaa mai.n
aisii chup thii ki ko.ii baat thii hone vaalii
Javed Shaheen
Ghazal
Musavvir Sabzwari
Ghazal
aa.nkh naa-diida manaazir ke tajassus kaa hai naam
motiyaa.n aa.nkh me.n roluu.n to siyah raat kaTe
Shamim Tariq
Ghazal
qaa.em hai.n kyo.n dhartii pe har ik zulm ke maa'bad
gir jaa.e.n samaavaat ke naa-diida sutuu.n bhii
Syed Mohammad Tajeel Mehdi
Ghazal
sitam-zariif hai.n piir-e-muGaa.n bhii mai-KHvaaro
kahaa.n suruur me.n 'saaqii' na-diida aayaa thaa