SEARCH RESULTS
Showing search results for "naabuud"
Ghazal MATCHES FOR "naabuud"
Ghazal
buud-o-nabuud kii tamiiz ek azaab thii ki thii
ya.anii tamaam zindagii dhu.nd me.n Duubtii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kitnaa Daraavnaa hai ye shahr-e-nabuud-o-buud
aisaa Daraavnaa ki yahaa.n Dar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
baazii-KHur-e-fareb hai ahl-e-nazar kaa zauq
ha.ngaama garm-e-hairat-e-buud-o-nabuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq un kii aql ko hai jo maa-sivaa hamaare
naachiiz jaante hai.n naa-buud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
sanam hazaar hu.aa to vahii sanam kaa sanam
ki asl hastii-e-naabuud hai adam kaa adam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
nabuud o buud ke phaile hu.e is kaar-KHaane me.n
uchhaltii kuudtii duniyaa hamaarii aazmaa.ish hai
Kaami Shah
Ghazal
Akhtar Usman
Ghazal
duniyaa hame.n naabuud hii kar Daalegii ik din
ham ho.nge agar ab bhii KHabar-daar nahii.n to
Iftikhar Raghib
Ghazal
Shaheen Abbas
Ghazal
kalkatte ne naabuud kiyaa KHvaab-e-KHushii ko
pal-bhar mujhe is shahr me.n raahat nahii.n aatii
Wajid Ali Shah Akhtar
Ghazal
hazaaro.n aks lahraate hai.n sat.h-e-aab-diida par
kise naabuud kar denaa hai tuufaan-e-balaa tujh ko