SEARCH RESULTS
Showing search results for "naam-ba-naam"
Ghazal MATCHES FOR "naam-ba-naam"
Ghazal
jab tirii bazm se baa-diida-e-nam uThte hai.n
ab nahii.n aa.e.nge ye khaa ke qasam uThte hai.n
Khadeeja Mariyam
Ghazal
go ba-naam ik zabaan rakhtii hai sham.a
kab tiraa saa bayaan rakhtii hai sham.a
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ba-naam-e-paikar-e-KHaakii na gard ban jaa.o
miyaan-e-shahr na sahraa-navard ban jaa.o
Raunaq Deccani
Ghazal
ba-naam-e-harf-e-sadaaqat suKHan-varii karnaa
shikam-purii ke liye miir-jaa'frii karnaa
Farooq Argali
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
ba-naam-e-amn-o-amaa.n kaun maaraa jaa.egaa
na jaane aaj yahaa.n kaun maaraa jaa.egaa
Naseem Sahar
Ghazal
dil ko ba-naam-e-ishq sajaanaa pa.Daa hame.n
phir ik fareb dil me.n basaanaa pa.Daa hame.n
Ahmed Nisar
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ba-naam-e-taaqat ko.ii ishaara nahii.n chalegaa
udaas naslo.n pe ab ijaara nahii.n chalegaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
ba-naam-e-yaar tarahdaar ai sabaa le jaa
ye aabjuu ye gul-o-sabza ye ghaTaa le jaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
karam ba-naam-e-sitam us pe be-hisaab hu.aa
jo luT gayaa rah-e-ulfat me.n kaamyaab hu.aa
Rishi Patialvi
Ghazal
ba-naam-e-ishq Gam-e-mo'tabar zaruurii hai
hayaat ke liye ko.ii hunar zaruurii hai
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Ghazal
dushman ba-naam-e-dost banaanaa mujhe bhii hai
us jaisaa ruup us ko dikhaanaa mujhe bhii hai
Bilqees Khan
Ghazal
ba-naam-e-ishq ik ehsaan saa abhii tak hai
vo saada-lauh hame.n chaahtaa abhii tak hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
dushman ba-naam-e-dost banaanaa mujhe bhii hai
us jaisaa ruup us ko dikhaanaa mujhe bhii hai
Bilqees Khan
Ghazal
KHushii ke phuul khilaa.e the is nazar ne jahaa.n
ham us dayaar se aksar ba-chashm-e-nam guzre