SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaqis"
Ghazal MATCHES FOR "naaqis"
Ghazal
bar-ruu-e-shash-jahat dar-e-aa.iina baaz hai
yaa.n imtiyaaz-e-naaqis-o-kaamil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
haq banaa baatil banaa naaqis banaa kaamil banaa
jo banaanaa ho banaa lekin kisii qaabil banaa
Azad Ansari
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
na ho jo zindagii anjaam vo vijdaan-e-naaqis hai
huzuur-e-sham' baa'd-e-vajd parvaane pe kyaa guzrii
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
hai hilaal o badr me.n ik nuur par jo raushnii
dil me.n naaqis ke hai vo kaamil ke dil me.n aur hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
nahii.n hai Gam to mohabbat kii tarbiyat naaqis
havaadis aa.e.n to narmii se pesh aa.e jaa
Ehsan Danish
Ghazal
samaataa hii nahii.n ko.ii mirii naaqis nazar me.n
mai.n apnii zaat hii se istifaada kar rahaa huu.n
Waqar Manvi
Ghazal
mujh se pahle bhii to ho.nge naaqis yahaa.n
shor itnaa magar kyaa machaa hai kabhii
Hina Abbas
Ghazal
Anwar Dehlvi
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
Afroz Alam
Ghazal
naaqis thii ibtidaa to hai anjaam-e-ishq bhii
be-rabtii mubtadaa me.n jo thii vo KHabar me.n hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Vishal Khullar
Ghazal
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
Maikash Nag Puri
Ghazal
kuchh hai behuuda o naaqis to 'amaanat' kaa kalaam
yuu.n to kahne ko fan-e-sher me.n ustaad hai.n sab
Amanat Lakhnavi
Ghazal
kyaa likhuu.n vasf achchhii suurat kaa 'vaqaar'
jins-e-naaqis ke liye dallaal hai