SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaqis"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naaqis"
Ghazal
bar-ruu-e-shash-jahat dar-e-aa.iina baaz hai
yaa.n imtiyaaz-e-naaqis-o-kaamil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
haq banaa baatil banaa naaqis banaa kaamil banaa
jo banaanaa ho banaa lekin kisii qaabil banaa
Azad Ansari
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
na ho jo zindagii anjaam vo vijdaan-e-naaqis hai
huzuur-e-sham' baa'd-e-vajd parvaane pe kyaa guzrii
Seemab Akbarabadi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
naaqis
नाक़िसناقص
defective, deficient, worthless
अपूर्ण, नामुकम्मल, दूषित, विकृत, खराब, मिथ्या, कूट, खोटा, धूर्त, पाजी, अरबी का वह शब्द जिसका अंतिम अक्षर अलिफ़, वाव या ये हो।
MORE MATCHES FOR "naaqis"
Ghazal
Khwaja Aziz-ul-Hasan Majzuub
Ghazal
hai hilaal o badr me.n ik nuur par jo raushnii
dil me.n naaqis ke hai vo kaamil ke dil me.n aur hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
nahii.n hai Gam to mohabbat kii tarbiyat naaqis
havaadis aa.e.n to narmii se pesh aa.e jaa
Ehsan Danish
Ghazal
samaataa hii nahii.n ko.ii mirii naaqis nazar me.n
mai.n apnii zaat hii se istifaada kar rahaa huu.n
Waqar Manvi
Mazahiya
aa gayaa Gussa mujhe us naaqis-o-hanjaar par
bas baras hii mai.n pa.Daa us kaafir-o-makkaar par