SEARCH RESULTS
Showing search results for "naare"
Ghazal MATCHES FOR "naare"
Ghazal
itfaa-e-naar-e-ishq na ho aab-e-ashk se
ye aag vo nahii.n jise paanii bujhaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
naar-e-namruud yahii aur yahii gulzaar-e-KHaliil
ko.ii aatish nahii.n aatish-kada-e-zaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
harf-e-inkaar hai kyuu.n naar-e-jahannam kaa haliif
sirf iqraar pe kyuu.n baab-e-iram khultaa hai
Waheed Akhtar
Ghazal
kuchh mehr-e-qayaamat hai na kuchh naar-e-jahannam
hushyaar ki vo qahr-o-Gazab aur hii kuchh hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jaa ke ab naar-e-jahannam kii KHabar le zaahid
naddiyaa.n bah ga.ii.n ashko.n kii gunahgaaro.n me.n
Muztar Khairabadi
Ghazal
hai.n aaftaab naar-e-mohabbat ke soKHta
sohbat me.n un kii hotii hai 'saaqii' jilaa-e-qalb
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
hai dil-e-masruur-e-'hasrat' ik tarab-zaar-e-umiid
phuu.nk Daale gar na is gulshan ko naar-e-intizaar
Hasrat Mohani
Ghazal
chhiin le merii samaa.at kii basaarat yaa-rab
un labo.n par mire na.are nahii.n dekhe jaate
Farhat Shahzad
Ghazal
Idris Babar
Ghazal
Aasi Ghazipuri
Ghazal
har taraf naa're lagaa.e jaa rahe hai.n inqilaab
aisaa lagtaa hai ki phir mahshar bapaa hone ko hai
Umair Ali Anjum
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
ye nafrate.n ye shor ye na.are ye qatl-e-aam
tum ko hamaare raam kaa matlab nahii.n pata
Shahid Karim
Ghazal
aaho.n ne mujh ko aatish-e-Gam se najaat dii
maanind-e-duud naar-e-saqar se nikal gayaa