SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafas-e-jabra.iil"
Ghazal MATCHES FOR "nafas-e-jabra.iil"
Ghazal
vo harf-e-raaz ki mujh ko sikhaa gayaa hai junuu.n
KHudaa mujhe nafas-e-jabra.iil de to kahuu.n
Allama Iqbal
Ghazal
ye mo.ajiza hii to hai ai 'nafas' ki tuufaa.n me.n
samundaro.n se sabhii kashtiyaa.n nikal aa.ii.n
Nafas Ambalvi
Ghazal
kuchh baat 'nafas' dil me.n liye baiThe ho kab se
aa.e ho yahaa.n tak to bataa kyuu.n nahii.n dete
Nafas Ambalvi
Ghazal
Nafas Ambalvi
Ghazal
be-ta.alluq to nahii.n umr guzaarii hai 'nafas'
rishta-e-Gair sahii kuchh to zamaane se rahaa
Nafas Ambalvi
Ghazal
ye jo har baat pe tum aah sii bharte ho 'nafas'
ik 'alaamat hai jo biimaar me.n aa jaatii hai
Nafas Ambalvi
Ghazal
Nafas Ambalvi
Ghazal
kuchh mai.n bhii tez-gaam nahii.n thaa kuchh ai 'nafas'
pur-KHaar raasto.n se guzaaraa gayaa mujhe
Nafas Ambalvi
Ghazal
chal ai 'nafas' ki ham bhii kahii.n aur jaa base.n
do-chaar the jo shahr me.n Gam-KHvaar to ga.e
Nafas Ambalvi
Ghazal
havaa hai tez na is ke varaq u.Daa le jaa.e
sahiifa-e-nafas-e-muKHtasar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ham-nafas-o-habiib-e-KHaas bante hai.n Gair kis tarah
bolii ye sard-mehrii-e-umr-e-gurez-paa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
aa.o ai zamzama-sanjaan-e-saraa parda-e-gul
ba-havaa-e-nafas-e-taaza-e-jaanaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
nafas-e-baad-e-sabaa haath na aa.egaa kabhii
gul kii u.Dtii hu.ii KHushbuu kaa ahaata na karo
Hameed Almas
Ghazal
taar-taar-e-nafas-e-jaa.n me.n tiraa naGma hai
pairahan me.n hai abhii buu-e-shanaasaa terii
Shaz Tamkanat
Ghazal
ai chaara-saaz pahle nikaal us ko khii.nch kar
ik tiir siine me.n nafas-e-jaa.n-gudaaz hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
marne ke baa'd bhii vahii aavaargii rahii
afsos jaa.n ga.ii nafas-e-naa-rasaa ke saath