SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafas-e-sard"
Ghazal MATCHES FOR "nafas-e-sard"
Ghazal
garmi-e-mohabbat me.n vo hai.n aah se maane.a
pankhaa nafas-e-sard kaa jhalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye mo.ajiza hii to hai ai 'nafas' ki tuufaa.n me.n
samundaro.n se sabhii kashtiyaa.n nikal aa.ii.n
Nafas Ambalvi
Ghazal
kuchh baat 'nafas' dil me.n liye baiThe ho kab se
aa.e ho yahaa.n tak to bataa kyuu.n nahii.n dete
Nafas Ambalvi
Ghazal
Nafas Ambalvi
Ghazal
be-ta.alluq to nahii.n umr guzaarii hai 'nafas'
rishta-e-Gair sahii kuchh to zamaane se rahaa
Nafas Ambalvi
Ghazal
ye jo har baat pe tum aah sii bharte ho 'nafas'
ik 'alaamat hai jo biimaar me.n aa jaatii hai
Nafas Ambalvi
Ghazal
Nafas Ambalvi
Ghazal
kuchh mai.n bhii tez-gaam nahii.n thaa kuchh ai 'nafas'
pur-KHaar raasto.n se guzaaraa gayaa mujhe
Nafas Ambalvi
Ghazal
chal ai 'nafas' ki ham bhii kahii.n aur jaa base.n
do-chaar the jo shahr me.n Gam-KHvaar to ga.e
Nafas Ambalvi
Ghazal
bharte hii rahe.nge nafas-e-sard hazaaro.n
jab tak ki tarii aan-o-adaa garm rahegii
Meer Hasan
Ghazal
tum ne to nazar pher lii bhar kar nafas-e-sard
laazim thaa ki bha.Dke hu.e shole ko havaa do
Rifat Sethi
Ghazal
ab ye ehsaas kaa aalam hai ki shaayad kisii raat
nafas-e-sard se bhii sho.ala-ba-jaa.n ho jaa.uu.n
Sirajuddin Zafar
Ghazal
mauja-e-nik.hat-e-gesuu jise samjhaa mai.n ne
vo bhii mere nafas-e-sard kaa jho.nkaa niklaa
Kausar Jayasi
Ghazal
havaa hai tez na is ke varaq u.Daa le jaa.e
sahiifa-e-nafas-e-muKHtasar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ham-nafas-o-habiib-e-KHaas bante hai.n Gair kis tarah
bolii ye sard-mehrii-e-umr-e-gurez-paa ki yuu.n