SEARCH RESULTS
Showing search results for "namad"
Ghazal MATCHES FOR "namad"
Ghazal
kujaa maa'zuulii-e-aa.iina ko tark-e-KHud-aaraa.ii
namad dar-aab hai ai saada purkaar is bahaane me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
tapish-e-aa.iina parvaaz-e-tamannaa laa.ii
naama-e-shauq ba-haal-e-dil-e-bismil baa.ndhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ai taaj-e-shah na sar ko farv laa.uu.n tere paas
hai mo'taqid faqiir namad kii kulaah kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
roz-e-bad ek na ik din tujhe na.ngiyaa legaa
ai zarii-posh ham ahbaab-e-namad-posh me.n aa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
bahut buland hu.aa tamkanat se taaj-e-shahii
kulaah-e-faqr magar naazish-e-namad me.n rahii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
pashm hai yaa.n masnad-e-qaaqum kaa farsh
ghar me.n faqiiro.n ke namad chaahiye
Qayem Chaandpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
na tan me.n KHuun faraaham na ashk aa.nkho.n me.n
namaaz-e-shauq to vaajib hai be-vuzuu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ishrat-e-paara-e-dil zaKHm-e-tamannaa khaanaa
lazzat-e-riish-e-jigar Garq-e-namak-daa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
aisaa ho ko.ii naama-bar baat pe kaan dhar sake
sun ke yaqiin kar sake jaa ke unhe.n sunaa sake
Hafeez Jalandhari
Ghazal
KHud hii mai.n KHud ko likh rahaa huu.n KHat
aur mai.n apnaa naama-bar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
go naama-bar se KHush na hu.aa par hazaar shukr
mujh ko vo mere naam se pahchaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye ham jo hijr me.n diivaar-o-dar ko dekhte hai.n
kabhii sabaa ko kabhii naama-bar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bas ho chukaa bayaa.n kasal-o-ranj-e-raah kaa
KHat kaa mire javaab hai ai naama-bar kahaa.n