SEARCH RESULTS
Showing search results for "neck-tie"
Ghazal MATCHES FOR "neck-tie"
Ghazal
daamaan-e-hashr aa hii gayaa kaam hashr me.n
neck-tie ban ga.ii jo girebaa.n na ho sakaa
Shauq Bahraichi
Ghazal
saadgii ne tire chehre ko nikhaaraa hogaa
chaa.ndnii shab ne use aur sa.nvaaraa hogaa
Syed Kamran Zubair Kami
Ghazal
zindagii ne tire milne kaa bahaana samjhaa
varna dar-asl qayaamat hai na milnaa teraa
Ravish Siddiqi
Ghazal
jinhe.n pyaar ke phuul ham ne the bheje
vahii dil pe KHanjar chalaane lage hai.n
Aman Kumar Musafir
Ghazal
kab mausam-e-bahaar pukaaraa nahii.n kiyaa
ham ne tire baGair gavaara nahii.n kiyaa
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
tuu to sotaa rahaa aashiq ne tire
raat bhar aa.nkho.n se sahlaa.e paa.nv
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
apne jazbaat to mash.huur the lekin ham ne
the jo hushyaar bahut un ko ubalte dekhaa
Quaiser Khalid
Ghazal
rah gayaa huu.n mai.n ho kar khilaunaa ko.ii
zindagii jab se mai.n ne tire naam kii
Manish Mohak
Ghazal
Gam ne tire ha.nsne kii taufiiq 'ataa kii hai
duniyaa ne sikhaayaa thaa haalaat pe ro denaa
Saifi Amrohwi
Ghazal
chillaatii hu.ii maamaa chimTaa liye aa.ii hai
jab ham ne tire dar kii zanjiir hilaa.ii hai
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
hijr me.n ham ne tire KHuub Gazal likh Daalii
bevafaa.ii kaa ye ehsaan bhulaayaa na gayaa