SEARCH RESULTS
Showing search results for "nibh"
Ghazal MATCHES FOR "nibh"
Ghazal
duniyaa ko bevafaa.ii kaa ilzaam kaun de
apnii hii nibh sakii na bahut din kisii ke saath
Waseem Barelvi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
ek us se hii nahii.n nibh sakaa rishta ham se
yuu.n to ham saare zamaane se vafaadaar rahe
Vivek Bijnori
Ghazal
dil kaa rishta bhii agar socho to kyaa rishta hai
nibh rahaa hai isii rishte ke asar se rishta
Akhtar Hashmi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Bilqis Zafirul Hasan
Ghazal
ai girya pas-e-qaafila dil naam hai ik yaar
ye KHasta bhii nibh jaa.e jo yak dam ho tavaqquf
Qayem Chaandpuri
Ghazal
un ko to paas-e-mohabbat nahii.n aslan lekin
nibh sake tum se agar hazrat-e-dil aur nibhaa.o
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
husn se nibh na na sakii vaz-e-karam aaKHir tak
avval avval to mohabbat kii mudaaraat hu.ii
Makhmoor Saeedi
Ghazal
kis tarah nibh sakegii zamaane se dostii
mai.n bhii huu.n Gam-shanaas miraa dil bhii Gam-shanaas