SEARCH RESULTS
Showing search results for "niilaa"
Ghazal MATCHES FOR "niilaa"
Ghazal
Syed Sarosh Asif
Ghazal
giregaa ek din sar par ye niilaa aasmaa.n bhii
du.aa.o.n me.n bhalaa kab tak asar baaqii rahegaa
Ashfaq Husain
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
apne ehsaano.n kaa niilaa saa.ebaa.n rahne diyaa
chhiin lii chhat aur sar par aasmaa.n rahne diyaa
Ibrat Machlishahri
Ghazal
sahn ko chamkaa ga.ii belo.n ko giilaa kar ga.ii
raat baarish kii falak ko aur niilaa kar ga.ii
Muneer Niyazi
Ghazal
dekhte hai.n ghar ke rauzan se jo niilaa aasmaa.n
vo bhii apne aap ko ahl-e-nazar kahne lage
Shabnam Rumani
Ghazal
bahut 'arsa lagaa rang-e-shafaq maa'duum hone me.n
hu.aa taariik niilaa aasmaa.n aahista aahista
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
giregaa ek din sar par ye niilaa aasmaa.n bhii
du.aa.o.n me.n bhalaa kab tak asar baaqii rahegaa
Ashfaq Husain
Ghazal
Parkash Fikri
Ghazal
mohabbat niilaa mausam ban ke aa jaa.egii ik din
gulaabii titliyo.n ko phir sahaaraa kaun degaa
Iftikhar Qaisar
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
surKH siidhaa saKHt niilaa duur uu.nchaa aasmaa.n
zard suuraj kaa vatan taariik bahtaa aasmaa.n