SEARCH RESULTS
Showing search results for "nok"
Ghazal MATCHES FOR "nok"
Ghazal
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
sa.nvaar nok-palak abru.o.n me.n KHam kar de
gire pa.De hu.e lafzo.n ko mohtaram kar de
Bashir Badr
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
mai.n chaahtaa huu.n mirii aa.nkhe.n noch lii jaa.e.n
tiraa KHayaal kisii taur paa.emaal na ho
Jawad Sheikh
Ghazal
ye meraa josh-e-mohabbat faqat ibaarat hai
tumhaarii champa.ii raano.n ko noch khaane se
Jaun Eliya
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
muravvato.n ko mohabbat na jaan.naa 'irfaan'
tum apne siine se nok-e-sinaa.n na chhuu lenaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
nok-e-har-KHaar KHatarnaak to hotii hai magar
sab ke daaman se ulajh jaa.e zaruurii to nahii.n
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
milo jo ham se to mil lo ki ham ba-nok-e-giyaah
misaal-e-qatra-e-shabnam rahe rahe na rahe
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dast-e-qaatil se kuchh ummiid-e-shafaa thii lekin
nok-e-KHanjar se bhii kaa.nTaa na guluu kaa niklaa