SEARCH RESULTS
Showing search results for "paikar-e-abr"
Ghazal MATCHES FOR "paikar-e-abr"
Ghazal
KHuub royaa dar-e-zindaa.n se lipaT kar 'paikar'
kaun aaya thaa ye paiGaam-e-rihaa.ii le kar
Noor Paikar
Ghazal
Paikar Jafari
Ghazal
ab ke bahaar aa.ii to is dilkashii ke saath
kaa.nTe bhii muskuraa.e gulo.n kii ha.nsii ke saath
Paikar Jafari
Ghazal
hariim-e-naaz ke parde uThe magar 'paikar'
junuu.n ke maare hii KHud intizaar kar na sake
Paikar Jafari
Ghazal
Paikar Jafari
Ghazal
nigaah-e-naaz tirii iltifaat ke sadqe
na ko.ii shiisha na ab chaahiye subuu mujh ko
Paikar Jafari
Ghazal
khul gayaa raaz tire dard-e-nihaa.n kaa 'paikar'
aaj aa.nkho.n me.n tirii ashk-e-alam paayaa hai
Paikar Jafari
Ghazal
tirii nazar me.n jo ye aab-o-taab baaqii hai
zaruur ko.ii to KHaana-KHaraab baaqii hai
Paikar Jafari
Ghazal
mazaaq-e-shauq kaa bas is qadar hai afsaana
Gam-e-shadiid hai ''paikar KHushii ke parde me.n
Paikar Jafari
Ghazal
ai 'abr' meraa to.D diyaa rishta-e-hayaat
ho kar shikast va.ada-e-be-e'tibaar ne
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
daaman pe gir rahe hai.n ai 'abr' ashk-e-ra.ngii.n
likhtaa huu.n KHuun-e-dil se afsaana zindagii kaa
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
un kii niichii nazar kaa ochhaa tiir
dil me.n hai misl-e-umr-e-KHizr daraaz
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
hasrat jo aa ga.ii vo nikal hii nahii.n sakii
vaa ho sake jo 'abr' vo zindaa.n nahii.n hai.n ham
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
kaun ab kashmakash-e-ziist se de mujh ko najaat
kar chukaa hai miraa qaatil nazar-andaaz mujhe
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
vahii azkaar-e-havaadis vahii Gam ke qisse
'abr' kyaa is ke sivaa hai tire afsaano.n me.n
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
duniyaa ho 'abr' yaa vo adam ho ki bazm-e-hashr
un kii hii justujuu me.n rahe ham jahaa.n rahe
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
ba.Dh jaa.e aur arsa-e-mehshar zaruuratan
aayaa huu.n saath kasrat-e-isyaa.n liye hu.e